lyrics of hindi bollywoood songs

Saturday, 10 November 2018

Jawaani Jhoom Ke Lyrics - Daulat (1982)

No comments :




Movie/album: Daulat (1982)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Muqtida Hasan Nida Fazli, Vithalbhai Patel

Music Composer: Rahul Dev Burman

Music Director: Rahul Dev Burman

Director: Mohan Segal

Music Label: Saregama

Starring: Vinod Khanna, Zeenat Aman, Amjad Khan, Raj Babbar


Jawaani Jhoom Ke Song Lyrics


Zindagi yeh zindagi
Do ghadi ki zindagi
Kaun jane kis bahane maut aa jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye

Zindagi yeh zindagi
Do ghadi ki zindagi
Kaun jane kis bahane maut aa jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye



Tere mere bich koyi duri na rahe
Pyas mere mann ki adhuri na rahe
Tere mere bich koyi duri na rahe
Pyas mere mann ki adhuri na rahe
Manchali main manchali
Aisi hu main manchali
Kaun jane kis bahane baat ban jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye

Aankhe na chura
Ham se aankhe toh mila
Rah na jaye aaj koyi shikawa gila
Aankhe na chura
Ham se aankhe toh mila
Rah na jaye aaj koyi shikawa gila
Are aa gayi mai aa gayi
Tere liye mai aa gayi
Kaun jane kis bahane raj khul jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye

Sare ujale badal jayenge
Ham toh chupake se nikal jayenge
Sare ujale badal jayenge
Ham toh chupake se nikal jayenge
Ruk gayi main ruk gayi
Tere liye mai ruk gayi
Kaun jane kis bahane jam takaraye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye.


No comments :

Post a Comment