lyrics of hindi bollywoood songs

Friday, 23 November 2018

Jigariyaa (Title) Lyrics - Jigariyaa (2014)

No comments :




Movie/album: Jigariyaa (2014)

Singers: Javed Bashir

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Agnel Roman, Faizan Hussain

Music Director: Agnel Roman, Faizan Hussain

Director: Raj PurohitMusic Label: T-Series

Starring: Harshvardhan Deo, Cherry Mardia, Virendar Saxena, K.K. Raina, Navni Parihar, Natasha Rastogi, Vineeta Malik, Deepak Chadha, Ketan Singh, Sneha Deori

Release on: 10th October, 2014


Jigariyaa (Title) Song Lyrics


Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Jigariyaa jale jigariya
Jigariyaa jale jigariya

Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya



Kaisi kaisi kahaani likhi hai
Aye khuda kaisi
Meri ravaani hai aa
Kaisi kaisi kahaani likhi hai
Aye khuda kaisi
Meri ravaani hai
Panno panno pe
Kya ye likha hain
Na main jaanu na
Tu ye bataaye
Kaisi kaisi ye
Kaisi saza hain
Jale dil ka dariya
Ho naina raat
Bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Ho naina raat
Bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Aa

Dard hi dard dil ki
Ghataao mein
Aansoo o ki nami
In hawaao mein



Dard hi dard dil ki
Ghatao mein
Aansoo o ki nami
In hawaao mein
Halke halke se
Tu yaad aaye
Holey holey se
Dil ghun ghunaye
Tu hi chahat jo
Tu dil mein aaye
Jale dil ka dariya
Ho  naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya

Jigariya jale jigariyaa
Jigariya jale jigariyaa
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya.


No comments :

Post a Comment