Thursday, 8 November 2018
Jin Nainan Neer Samaye Lyrics - Darshan (1941)
Movie/album: Darshan (1941)
Singers: Prem Adib
Song Lyricists: Pandit Phani
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Chimanlal Luhar
Music Label: Young India Records
Starring: Bhudo Advani
Jin Nainan Neer Samaye Song Lyrics
Jin nainan neer samaye
Jin nainan neer samaye
Un nainan neer samaye
Un nainan neer samaye
Nainan baan chala kar koi
Naino mein bas jaaye
Nainan baan chala kar koi
Naino mein bas jaaye
Kiran kiran mein chamak naveli
Naino mein aa jaaye
Jin nainan neer samaye
Ki darshan ke jaate naina
Ki darshan ke jaate naina
Chhalak rahe sukh garaz ki chhye
Chhalak rahe sukh garaz ki chhye
Chamak rahe sukh aas lagaye
Chamak rahe sukh aas lagaye
Naam kisi ka yaad kisi ki aaye
Naam kisi ka yaad kisi ki aaye
Jin nainan neer samaye
Jin nainan neer samaye.
No comments :
Post a Comment