Saturday, 10 November 2018
Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar Lyrics - Daulat Ke Dushman (1983)
Movie/album: Daulat Ke Dushman (1983)
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Bimal Rawal
Music Label: Saregama
Starring: Shatrughan Sinha, Vinod Khanna, Manjushree
Release on: 1st January, 1983
Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar Song Lyrics
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Sah na saka main hazoor ki doori
Hey sah na saka main hazoor ki doori
Kya kahu aisi hai kya majburi
Jab se mile ho nazar mein khile ho
Arey ha lagta hai apna milan
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Main hoon ek bekas garib deewana
Hey main hoon ek bekas garib deewana
Tumne bhi mujhko nahi pehchana
Bade armano se laya hoon dekho
Arey ha ho ho pehli tamana ka ye nazrana
Aye gusa na karo
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai.
No comments :
Post a Comment