lyrics of hindi bollywoood songs

Friday, 23 November 2018

Koi Humdum Na Raha Lyrics - Jhumroo (1961)

No comments :




Movie/album: Jhumroo (1961)

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri

Music Composer: Kishore Kumar

Music Director: Kishore Kumar

Director: Shankar Mukherjee

Music Label: Saregama

Starring: Kishore Kumar, Madhubala, Chanchal

Release on: 10th October, 1961


Koi Humdum Na Raha Song Lyrics


Hey hey hey hey hey hey hey hey
Koi humdum na raha koi sahara na raha

Hum kisi ke na rahe koi hamara na raha
Koi humdum na raha koi sahara na raha



Shaam tanhaayi ki hai aayegi manzil kaise
Shaam tanhaayi ki hai aayegi manzil kaise

Jo mujhe raah deekhaye wohi taara na raha
Koi humdum na raha koi sahara na raha

Aye nazaaron na hasso mil na sakunga tumse
Aye nazaaron na hasso mil na sakunga tumse

Woh mere ho na sake main bhi tumhara na raha
Koi humdum na raha koi sahara na raha

Kya bataaon main kahan yunhi chala jaata hoon
Kya bataaon main kahan yunhi chala jaata hoon



Jo mujhe phir se bulah le woh ishaara na raha
Koi humdum na raha koi sahara na raha
Hum kisi ke na rahe koi hamara na raha.


No comments :

Post a Comment