lyrics of hindi bollywoood songs

Thursday, 8 November 2018

Kya Khubi Ki Lyrics - Dashavtar (1951)

No comments :




Movie/album: Dashavtar (1951)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: B.P. Bhargav

Music Composer: Avinash Vyas

Music Director: Avinash Vyas

Music Label: Saregama

Starring: Trilok Kapoor, Nirupa Roy, Tabassum


Kya Khubi Ki Song Lyrics


Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne

Paida kiya mohan mein
Marityu lok mein mohan
Dono ke chale charkha
Aur sudarshan
Paida kiya mohan mein
Marityu lok mein mohan
Dono ke chale charkha
Aur sudarshan
Mohan ne murli tan se
Duniya ko lubhaya
Bapu ji ne mantr ahinsa se
Jag ko jhukaya
Mohan ne murli tan se
Duniya ko lubhaya
Bapu ji ne mantr ahinsa se
Jag ko jhukaya
Aazad kiya hind
Aazad kiya hind
Bina khun banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Aazad kiya hind
Aazad kiya hind
Bina khun banake
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Kya khubi ki bhagwan ne



Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne

Gopal banke gauo ko
Wan mein charaya
Hari se harijan ko
Mohan ne milaya
Gopal banke gauo ko
Wan mein charaya
Hari se harijan ko
Mohan ne milaya
Isne diya hai ekta
Aur prem ka vardan
Samjho to yeh insaan hai
Samjho to yeh bhagwan
Samjho to yeh insaan hai
Samjho to yeh bhagwan
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne
Kya khubi ki bhagwan ne
Insaan banake
Insaan ko bhagwan ki
Pahchan karake
Kya khubi ki bhagwan ne.


No comments :

Post a Comment