Sunday, 25 November 2018
Maine Chand Dekha Hai Lyrics - Woh Din Yaad Karo (1971)
Movie/album: Woh Din Yaad Karo (1971)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: K. Amarnath
Music Label: Saregama
Starring: Sanjay Khan, Nanda, Shashikala, Mehmood, Tun Tun, Madan Puri, Wasti, Dhumal, Rajan Haksar
Maine Chand Dekha Hai Song Lyrics
Maine chand dekha hai
Maine chand dekha hai
Maine chand dekha hai
Maine chand dekha hai
Jhilmilate sitaro mein
Koi phul dekha hai
Koi phul dekha hai
Muskurati baharo mein
Maine chand dekha hai
Aisa khwab dekha hai
Jo kisi se nahi milta
Ik gulab dekha jo
Kahi pe nahi khilta
Ek hasin dekha hai
Ek hasin dekha hai
Ek hai jo hazaro mein
Maine chand dekha hai
Apne sokh hatho se
Usne ghunghat banaya hai
Apna rup ghunghat mein
Usne aise chupaya hai
Jaise chand chupta hai
Jaise chand chupta hai
Badlo ki kataro mein
Maine chand dekha hai
Sunlo bekarari ka
Yeh fasana jaha walo
Kahe lo sokh se mujhko
Tum diwana jaha walo
Likh lo naam mera bhi
Likh lo naam mera bhi
Aaj se bekarao mein
Maine chand dekha hai
Maine chand dekha hai
Jhilmilate sitaro mein.
Maine chand dekha hai.
No comments :
Post a Comment