Friday, 23 November 2018
Mere Dil Ki Duniya Hai Lyrics - Jigar (1949)
Movie/album: Jigar (1949)
Singers: Rajkumari Dubey
Song Lyricists: Ehsan Rizvi
Music Composer: Anna Saheb
Music Director: Anna Saheb
Director: Bhagwan
Music Label: Saregama
Starring: Bhagwan, Leela Gupte, Babu Rao, Vasant Rao
Release on: 1st January, 1949
Mere Dil Ki Duniya Hai Song Lyrics
Mere dil ki duniya hai
Jinke hawaale
Wo hain seedhe saadhe
Wo hain bhole bhaale
Bade bhole bhaale
Mere dil ki duniya hai
Jinke hawaale
Wo hain seedhe saadhe
Wo hain bhole bhaale
Bade bhole bhaale
Meri aankhon mein
Unki soorat basi hai
Meri aankhon mein
Unki soorat basi hai
Mere dil ke andar
Wo moorat chhipi hai
Mere dil ke andar
Wo moorat chhipi hai
Jo anjaan hon aur
Apna bana len
Bade seedhe saadhe
Wo hain bhole bhaale
Bade bhole bhaale
Mere dil ki duniya hai
Jinke hawaale
Wo hain seedhe saadhe
Wo hain bhole bhaale
Bade bhole bhaale
Tadapne mein ab to
Guzarti hain raaten
Tadapne mein ab to
Guzarti hain raaten
Bhulaayi nahin
Jaati hain meethi baaten
Wo hain meethi baaten
Bahut yaad aate hain
Dil lene waale
Bade seedhe saadhe
Wo hain bhole bhaale
Bade bhole bhaale
Mere dil ki duniya hai
Jinke hawaale
Wo hain seedhe saadhe
Wo hain bhole bhaale
Bade bhole bhaale
Kabhi aayenge
Wo to jaane na denge
Kabhi aayenge
Wo to jaane na denge
Unhen apna daaman
Chhudaane na denge
Unhen apna daman
Chhudaane na denge
Chhipa lengen aankhon mein
Hum dil sambhaale
Bade seedhe saadhe
Wo hain bhole bhaale
Bade bhole bhaale
Mere dil ki duniya hai
Jinke hawaale
Wo hain seedhe saadhe
Wo hain bhole bhaale
Bade bhole bhaale.
No comments :
Post a Comment