Wednesday, 28 November 2018
Misl E Khayal Aaye The Lyrics - Aaina (1944)
Movie/album: Aaina (1944)
Singers: Kiran Kalyani
Song Lyricists: Pandit Phani
Music Composer: Gulshan Sufi
Music Director: Gulshan Sufi
Director: S.M. Yusuf
Music Label: Saregama
Starring: Husn Banu, Trilok Kapoor, Yakub
Misl E Khayal Aaye The Song Lyrics
Misl e khayal aaye the
Aa kar chale gaye
Duniya hamaare gham ki
Basaa kar chale gaye
Phoolo ki aas jin se
Lagaaye hue the hum
Phoolo ki aas jin se
Lagaaye hue the hum
Kaante wo raaste mein
Bichha kar chale gaye
Misl e khayal aaye the
Aa kar chale gaye
Aai naa thi hamaare
Chaman mein bahaar bhi
Aai naa thi hamaare
Chaman mein bahaar bhi
Wo aag aashiyaan meim
Laga kar chale gaye
Misl e khayal aaye the
Aa kar chale gaye
Bhule se kabhi kabhi na
Jinhe ham bhulaa sake
Bhule se kabhi kabhi na
Jinhe ham bhulaa sake
Dil se hame wo apane
Bhula kar chale gaye
Misl e khayal aaye the
Aa kar chale gaye.
No comments :
Post a Comment