lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday 11 November 2018

O Teri Kheton Ki Rakhwali Lyrics - Deedar (1970)

No comments :




Movie/album: Deedar (1970)

Singers: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Song Lyricists: Verma Malik

Music Composer: Usha Khanna

Music Director: Usha Khanna

Director: Jugal Kishore

Music Label: Saregama

Starring: Dheeraj Kumar, Anjana Choudhury, Premendra

Release on: 1st June, 1970


O Teri Kheton Ki Rakhwali Song Lyrics


O tere kheto ki rakhwali
Ab main naiyo jana
O tere kheto ki rakhwali
Ab main naiyo jana
Kyu naiyo jana, main naiyo jana
Kyu naiyo jana
O mere khet pukare tujhko
Mausam hai suhana
Main naiyo jana, kyun naiyo jana
Main naiyo jana, kyun naiyo jana

Tere kheto mein o rasiya, o ho o
Tere kheto mein o rasiya
Ghutne ghutne pani
O ghutne ghutne pani
Masti mein aakar mere
Kahi dub na jaye jawani
Dub na jaye jawani agar
Fisla gaya mera paon
Kya kahe zamana mai naiyo jana
Main naiyo jana, kyu naiyo jana
Main naiyo jana, kyun naiyo jana
Meri dharti ki haryali mere
Fasal ki tu hai jawani
Fasal ki tu hai jawani
Tere kadmo ko chumega mere
Khet ka pyasa pani
Khet ka pyasa pani
Teri rah dekhti rahe tujhe lekar jana
Main naiyo jana, kyun naiyo jana
Be main naiyo jana, kyun naiyo jana



Mere aankho mein pad jaye
Aankho mein pad jaye
Galo pe bah gaya kajal to
Rang kala ho jaye
Rang kala ho jaye
Meri utra gayi jo surfi
Ban jaye fasana
Main naiyo jana, kyun naiyo jana
Main naiyo jana, kyun naiyo jana
Ari mar fasane ko goli
Tu mil ja apne beli se
Mil ja apne beli se bambai ki
Main surkhi lau
Aur surma lau bareli se,
Surma lau bareli se
Aa dal baho mein bahe
Chal chhod bahana
Main naiyo jana, kyun naiyo jana
Main naiyo jana, kyun naiyo jana
Mere khet pukare tujhko
Mausam hai suhana

Aaja kheto ki rani o o oye
Aaja kheto ki rani
Ab tod na mere sapne
Tod na mere sapne
Chal dunga chhodke gaon
Main khet bechkar apne,
Khet bechkar apne
Kheto ko aag laga de
Agar tu nahiyo jana
Main naiyo jana, kyu naiyo jana
Main naiyo jana, kyu naiyo jana
Itni si baat pe rutha ja dekha tera pyar
Dekha tera pyar sab kuch
Tere kadmo pe kar dungi aaj nichhar
Kar dungi aaj nichhar

Teri maraz jaha bhi le chal
Mera wahi thikana
Sun main jana chal phir jana
Sun main jana chal phir jana
Sun main jana chal phir jana
Sun main jana chal phir jana
Sun main jana chal phir jana…


No comments :

Post a Comment