lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday, 25 November 2018

Oh Jaaniya Lyrics - Wedding Pullav (2015)

No comments :




Movie/album: Wedding Pullav (2015)

Singers: Raj Pandit, Salim Merchant, Shreya Ghoshal

Song Lyricists: Irfan Siddique

Music Composer: Salim Merchant, Sulaiman Merchant

Music Director: Salim Merchant, Sulaiman Merchant

Director: Binod Pradhan

Music Label: Zee Music Company

Starring: Anushka Ranjan, Diganth Manchale, Karan Grover, Sonalli Sehgall, Rishi Kapoor, Satish Kaushik, Parmeet Sethi, Kitu Gidwani, Himani Shivpuri, Upasna Singh, Tripta Lakhanpal

Release on: 16th October, 2015


Oh Jaaniya Song Lyrics


Soch main hoon zara
Ye kya ho gaya ?
Lag raha hai sab mujhe, naya naya

Oh jaaniya, haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya, kar diya

Chhidd gaya, aap hi
Tu woh saaz hai
Khul gaya, aap hi
Tu woh raaz hai



Oh jaaniya, haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya, kar diya

Khwaabon ne guzarishein ki
Aankhon ne shikayatein ki,
Neend aayi na

Haaye
Saanson ne sifarishein ki
Dilon ne himakatein ki,
Huye imtihaan haaye
Dil ko lihaaza pyaar ho gaya

Jaise honthon pe halki si,
Aayi hansi lekin
Aankhein ye gili ho,
Tu hai woh aansoon, jaaniya

Ho o
Waise nadaan hoon, hairaan hoon
Thoda pareshaan hoon
Samjhaaun kya khud ko,
Hans doon ya ro doon, jaaniya



Haan..
Jaagi inn khaahishon ko,
Kaise main sulaaun, jaaniya
Jo bhi ho raha hai,
Kaise main chupaaun, jaaniya

Oh jaaniya, haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya, kar diya.


No comments :

Post a Comment