lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday 18 November 2018

OST Karb Lyrics hum tv RAHAT FATEH ALI KHAN

No comments :

OST Karb Lyrics
RAHAT FATEH ALI KHAN


Lyrics

Ye khali pan ki hai aisi kahani
Ke jaise khushk sagar ka ho paani
Sada aati nahi hai dharkano ki
Muhabbat ho rahi ho jaise faani
Ye kaisa karb hai koi na jaane
Lage jo zindagi har pal adhoori
Lage jo zindagi har pal adhoori

Fana kar de kahin na dard mujhko
Fana kar de kahin na dard mujhko
Fana kar de kahin na dard mujhko

Aa aa aa....
Aa aa aa....


No comments :

Post a Comment