lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday, 11 November 2018

Pehlu Mein Aake Pee Jaa Lyrics - Deedar (1970)

No comments :




Movie/album: Deedar (1970)

Singers: Shyama Chittar

Song Lyricists: Verma Malik

Music Composer: Usha Khanna

Music Director: Usha Khanna

Director: Jugal Kishore

Music Label: Saregama

Starring: Dheeraj Kumar, Anjana Choudhury, PremendraRelease on: 1st June, 1970


Pehlu Mein Aake Pee Jaa Song Lyrics



Pehlu mein aake pee jaa
Sabko dikha ke pee ja
Pani mila ke na pee
Aankhe mila ke pee ja
Pehlu mein aake pee jaa
Sabko dikha ke pee ja
Pani mila ke na pee
Aankhe mila ke pee ja
Pehlu mein aake pee jaa
Sabko dikha ke pee ja

Is rang bhari mehfil mein
Adavat har matwale ko
Is rang bhari mehfil mein
Adavat har matwale ko
Ya tum ko pila pyala ya
Tum pee jao pyale ko
Chhalka chalka ke pee ja
Kuch rang zamke pee ja
Pani mila ke na pee
Aankhe mila ke pee ja
Pehlu mein aake pee jaa
Sabko dikha ke pee ja



Dil se dil mil jana hi
Aakhir chahat ban jati hai
Dil se dil mil jana hi
Aakhir chahat ban jati hai
Jab do badal takrate hai
Tab hi bijli lehrati hai
Takra takra ke pee ja
Lehra lehra ke pee ja
Pani mila ke na pee
Aankhe mila ke pee ja
Pehlu mein aake pee jaa
Sabko dikha ke pee ja

Khamoshi ka muh khol de tu
Mahol mein khushiya ghol de tu
Khamoshi ka muh khol de tu
Mahol mein khushiya ghol de tu
Ye waqt nahi chup rahne ka
Jo bolna chahe bol de tu
Kuch gungunake pee ja
Kuchh muskurake pee ja
Pani mila ke na pee
Aankhe mila ke pee ja
Pani mila ke na pee
Aankhe mila ke pee ja
Pehlu mein aake pee jaa
Sabko dikha ke pee ja.


No comments :

Post a Comment