Tuesday, 20 November 2018
Prem Apurab Maaya Jagat Lyrics - Dhoop Chhaon (1935)
Movie/album: Dhoop Chhaon (1935)
Singers: Uma Shashi
Song Lyricists: Pandit Sudarshan
Music Composer: Rai Chand Boral
Music Director: Rai Chand Boral
Director: Nitin Bose
Music Label: Saregama
Starring: Biswanath Bhaduri, Vikram Kapoor, Sardar Akhtar, Pahadi Sanyal
Prem Apurab Maaya Jagat Song Lyrics
Prem apurab aa aa maaya
Jagat mein aen aen aen aen
Prem apurab maaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem bina ye duniya kya thhi
Na koi sangi na koi saathi
Prem bina ye duniya aa aa kya thhi
Na koi sangi na koi saathi
Prem ne aan milaaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem bina sab jeevan pheeka aa
Prem bina sab jeevan pheeka aa
Aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
Prem bina sab jeevan pheeka
Kaun kisi ki kaun kisi ka
Prem ne saaj sajaaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Kaun si cheez hai sabse sundar
Sabse badh kar sabse ae ae sukhkar
Prem ki sheetal chhaaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein
Prem apurab maaya jagat mein.
No comments :
Post a Comment