lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 20 November 2018

Pyaar Se Dekhe Jo Koi Lyrics - Dark Street (1961)

No comments :




Movie/album: Dark Street (1961)

Singers: Suman Kalyanpur

Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Music Composer: Dattaram Wadkar

Music Director: Dattaram Wadkar

Director: Naresh Saigal

Music Label: Saregama

Starring: Ashok Kumar, Nishi, K N Singh, Iftekhar, Anoop Kumar, Amirbai Karnataki


Pyaar Se Dekhe Jo Koi Song Lyrics


Pyaar se dekhe jo koi
Pyaar se dekhe jo koi
Behak behak jaaun main
Pyaar se dekhe jo koi
Behak behak jaaun main
Chameli ki daali jaise
Lachak lachak jaaun main
Chameli ki daali jaise
Lachak lachak jaaun main
Pyaar se dekhe jo koi

Koi nazar dil mein dard uthaaye
Koi nazar dil mein dard uthaaye
Jaise kiran kaliyon ko jagaaye
Jaise kiran kaliyon ko jagaaye
Haaye kisi ki hansi kya hansi hai
Haaye kisi ki hansi kya hansi hai
Mujhko yakeen ab khud pe nahin hai
Mujhko yakeen ab khud pe nahin hai



Pyaar se dekhe jo koi
Behak behak jaaun main
Pyaar se dekhe jo koi
Behak behak jaaun main
Chameli ki daali jaise
Lachak lachak jaaun main
Chameli ki daali jaise
Lachak lachak jaaun main
Pyaar se dekhe jo koi

Pyaar ke jab koi bol sunaaye
Pyaar ke jab koi bol sunaaye
Halka halka nasha mujh pe chhaaye
Halka halka nasha mujh pe chhaaye
Aur bhi ho jaaye chaal sharaabi
Aur bhi ho jaaye chaal sharaabi
Aankhon mein pad
Jaayen dorey gulaabi
Aankhon mein pad
Jaayen dorey gulaabi

Pyaar se dekhe jo koi
Behak behak jaaun main
Chameli ki daali jaise
Lachak lachak jaaun main
Chameli ki daali jaise
Lachak lachak jaaun main
Pyaar se dekhe jo koi.


No comments :

Post a Comment