Thursday, 1 November 2018
Saanson Ka Kya Hai Pata Lyrics - Chor Aur Chand (1993)
Movie/album: Chor Aur Chand (1993)
Singers: Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists: Yogesh Gaud
Music Composer: Nikhil, Vinay
Music Director: Nikhil, Vinay
Director: Pavan Kaul
Music Label: T-Series
Starring: Aditya Pancholi, Aruna Irani, Pooja Bhatt, Alok Nath, Avtar Gill
Release on: 11th August, 1993
Saanson Ka Kya Hai Pata Song Lyrics
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata,
Saanson key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee dhun
Jo sun lenge ham
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata,
Saanson key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee dhun
Jo sun lenge ham
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata
Mud kar kise dekhna hai,
Chhuta hai saya kaha
Ham sath hain dhundh lenge
Kuchh roshnee key nishan
Jan gaye jine kee ham yeh ada
Saanson kaa kya hai pata
Jan gaye jine kee ham yeh ada
Saanson kaa kya hai pata
Saanson key bin jee lenge ham,
Teree dhadakn kee dhun
Jo sun lenge ham
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata
Abb kya shikayat kare ham,
Kisko kahe bewafa
Apne liye zindagee toh,
Khud hai koyee hadsa
O….dekhenge abb
Aage hota hai kya
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata,
Saanson key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee
Dhun jo sun lenge ham
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata,
Saanson key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee
Dhun jo sun lenge ham
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata.
No comments :
Post a Comment