lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday 18 November 2018

Sadqay tumhare LYRICS | RFAK, BEENA KHAN, BILAL WAJID

No comments :
Song
Sadqay Tumhare
Singers
Rahat Fateh Ali Khan , Beena Khan, Bilal Wajid
Music
Sahir Ali Bagga
Lyrics
Imran Raza
OST 
Sadqay Tumhare


Ishq pehle tha ya aashiq pehle
Aayen maashoq tu pehle aashiq behly
Ishq ke hath lage hain jab se
Aise madhoosh phire hain tab se
Ishq dil ke dar pe kyun aya tha 
Han aya tha ishq aya tha,
Sau ham nazar utarein
Haye re hum sadqay tumhare
Haye re hum sadqay tumhare
Tumhare, tumhare sadqay tumhare
Haye re hum sadqay tumhare
Haye re hum sadqay tumhare
Tere waari waari jaawan mere ishqan
Tere waari waari jaawan mere ishqan
Teri khushiyan manawan tere shagan manawan
Mein te jaan qurban karan
Tere waari waari jaawan mere ishqan ishqan
Tere waari waari jaawan mere ishqan

Ishq ka aik hi wird hai
Ishq maashoq ke gird hai
Ishq ka aik hi wird hai
Ishq maashoq ke gird hai
Kyun hai bechain ye tabiyat
Kyun hai bechain ye tabiyat
Ishq hai ya ye dard hai
Is traha aaj mile hain sab se
Dhoondty hain kiya hum aisa jagg se
Ishq dil ke dar pe kyun aya tha 
Han aya tha ishq aya tha,
Sau ham nazar utarein
Haye re hum sadqay tumhare
Haye re hum sadqay tumhare
Tumhare, tumhare sadqay tumhare 
Tumhare, tumhare sadqay
Haye re hum sadqay tumhare
Haye re hum sadqay tumhare

No comments :

Post a Comment