lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday 18 November 2018

Sanam OST Lyrics Hum TV

No comments :



Yeah socha tha main nay kay tera hi ban ke raho
Yeh kya ho gaya hai bikhar sa gaya hai Junoon
Likhay hotay ko mita na sakay ga ye zamana
Teri bahon mein mujhko mila hai yeh mera thikana
Janay ya khudai hai, dil mein tu sami hai
Khuda tujhse main kya maang loon
Thori si ruswai hain, thora gham, judai hai
Khuda tujhse main kya maang loon

Kia kahe ga zamana, humsafar tha ye bahana
Jeet jain duain, bas yeh dua hai meri
Tu bhi akela hai tanha hoon main bhi yahan
Na janana ye tanhai lay jay gy ab kaise
Hathon mein teray likha naam ek ajnabi ka
Samnay woh khara hay kinara zindagi ka
Janay ya khudai hai, dil mein tu sami hai
Khuda tujhse main kya maang loon

Teri kasam, mera bharam, bus tu hay
mujh pay huwa koi karam, bus tu hay
Teri qasam, mere sanam, bus tu hay…


No comments :

Post a Comment