Thursday, 1 November 2018
Sapnon Mein Aana Lyrics - Chor Aur Chand (1993)
Movie/album: Chor Aur Chand (1993)
Singers: Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists: Yogesh Gaud
Music Composer: Nikhil, Vinay
Music Director: Nikhil, Vinay
Director: Pavan Kaul
Music Label: T-Series
Starring: Aditya Pancholi, Aruna Irani, Pooja Bhatt, Alok Nath, Avtar Gill
Release on: 11th August, 1993
Sapnon Mein Aana Song Lyrics
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa
Jee chaahtaa hai ne ye neend toote
Aankhon se ab to na sapnaa ye roothe
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa
Main chor hoon tum chaadd gagan ke
Kaise hogaa apnaa milan ye
Main chor hoon tum chaadd gagan ke
Kaise hogaa apnaa milan ye
Ke tum ho ujaalaa, andheron ne paalaa
Jatan se mujhe, lagan se mujhe
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa
Pahlaa ye ahsaas hai mera
Koi to mere paas hai mera
Pahlaa ye ahsaas hai mera
Koi to mere paas hai mera
Agar hai ye sapnaa to lagtaa hai apnaa
Ke tum paas ho to sach kaash ho
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa
Tune socha to ghabharaya
Chand jami par kaise aaya
Tune socha to ghabharaya
Chand jami par kaise aaya
Ye kya ho gaya hai jo laga ne laga hai
Ke ham tum kabhi kabhi ajanabi
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa
Jee chaahtaa hai ne ye neend toote
Aankhon se ab to na sapnaa ye roothe
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa
Sapnon mein aanaa dil mein samana
Pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa.
No comments :
Post a Comment