Shockwaves from dying stars may sculpt 'cosmic wagon wheel' stellar
nurseries, simulations reveal
-
3D simulations reveal how shockwaves from stellar explosions and winds may
carve hub-and-spoke structures in molecular clouds, shaping star formation
in th...
Wednesday, 14 November 2018
Tera Yaar Hoon Main Lyrics - Sonu Ke Titu Ki Sweety (2018)
Movie/album: Sonu Ke Titu Ki Sweety (2018)
Singers: Arijit Singh, Rochak Kohli
Song Lyricists: Rakesh Kumar (Kumaar), Rochak Kohli
Music Composer: Rochak Kohli
Music Director: N/A
Director: Luv Ranjan
Music Label: T-Series
Starring: Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha, Alok Nath
Release on: 9th February, 2018
Tera Yaar Hoon Main Song Lyrics
Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhoota toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah…
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaaun
Aaja karein phir wohi shararatein
Tu bhaage main maar khaaun
Meethi si woh gaali teri
Sun’ne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon…
Sajna de rang rangaaiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve
Khusiyan ‘ch nachda main phiraan
Hanjuan ton bachda main phiraan…
O jaate nahi kahin rishte puraane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se…
Toota hai toh juda hai kyun
Meri taraf tu muda hai kyun
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main…
Tera yaar hoon main…
Tera yaar hoon main…
Tera yaar hoon main…
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
tera yaar hoon main lyrics hindi
ReplyDelete