Sunday, 25 November 2018
Tere Mere Beech Mein Lyrics - Watan Ke Rakhwale (1987)
Movie/album: Watan Ke Rakhwale (1987)
Singers: Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: T. Rama Rao
Music Label: Venus
Starring: Ashok Kumar, Sunil Dutt, Dharmendra, Mithun Chakraborty, Sridevi, Moushumi Chatterjee, Prem Chopra, Shakti Kapoor, Kader Khan
Release on: 14th August, 1987
Tere Mere Beech Mein Song Lyrics
Hum hai tere tum ho mere
Chal pyar karenge
Tere mere ho tere mere
Beech mein kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega
Tere mere ho tere mere
Beech mein kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega
Aise hai hum ek dil aise hai hum ek jan
Aise hai hum ek dil aise hai hum ek jan
Tere mere ho tere mere
Beech mein kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega
Tere mere ho tere mere
Beech mein kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega
Jalim agar hai jamana to ghum kya
Jalim agar hai jamana to ghum kya
Apna milan hai janam se janam ka
In baho ke bech ake to dekhe
Aise fasega ke raah nahi payega
Tere mere ho tere mere
Beech mein kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega
Tere mere ho tere mere
Beech mein kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega
Patni ke ang se pati to hatane
Patni ke ang se pati to hatane
Kon ayega apni shamat bulane
Aisi padegi ke ghar ka bhi rasta
Rahe rahe ke sochega to bhi
Yad nahi ayega
Tere mere ho tere mere
Beech mein kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega
Tere mere ho tere mere
Beech mein kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega
Balkhake nache hai ghunghat ki rani
Lahra ke dafli bajaye jawani
Balkhake nache hai ghunghat ki rani
Lahra ke dafli bajaye jawani
Dekhe to ye karega mohalla
Jal jal ke dekhega or chala jayega
Tere mere ho tere mere
Bich me kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega
Aise hai hum ek dil aise hai hum ek jan
Tere mere ho tere mere
Beech mein kaun aayega
Aayega to jagah nahi payega.
No comments :
Post a Comment