Friday, 23 November 2018
Ye Bhola Bhala Man Mera Lyrics - Jhumroo (1961)
Movie/album: Jhumroo (1961)
Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Kishore Kumar
Music Director: Kishore Kumar
Director: Shankar Mukherjee
Music Label: Saregama
Starring: Kishore Kumar, Madhubala, Chanchal
Release on: 10th October, 1961
Ye Bhola Bhala Man Mera Song Lyrics
Ye bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya
Bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya
Bahke kadam kuch hame bhi
Sanam ho gaya gaya gaya
Ye bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya
Rut chali chum chum hai najar gumsum
Hum to sab bhule kuch kaho ab tum
Rut chali chum chum hai najar gumsum
Hum to sab bhule kuch kaho ab tum
Ye tera jana, jake fir aana aake
Fir sharmana ek fasana ho gaya
Ye bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya
Bahke kadam kuch hame bhi
Sanam ho gaya gaya gaya
Ye bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya
Tum ho kyu bekal kyu dhala kajal
Chand ke mukh pe kyu ude badal
Tum ho kyu bekal kyu dhala kajal
Chand ke mukh pe kyu ude badal
Jadugar tere nain bake re
Pyar me khoke dil diwana ho
Ho gaya gaya bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya
Bahke kadam kuch hame bhi
Sanam ho gaya gaya gaya
Bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya
Pyar me hum to pake balam ko
Hosh kho baithe kya hua tumko
Pyar me hum to pake balam ko
Hosh kho baithe kya hua tumko
Tum gaye jab mil milke hum
Gaye khil khilke rah gaye dil
Mai diwana ho gaya gaya gaya
Ye bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya
Ye bahke kadam kuch hame bhi
Sanam ho gaya gaya gaya
Ye bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya
Bahke kadam kuch hame bhi
Sanam ho gaya gaya gaya
Ye bhola bhala man mera
Kahi re sajan kho gaya gaya.
No comments :
Post a Comment