Sunday, 11 November 2018
Zabaan Jale Hai Lyrics - Dedh Ishqiya (2014)
Movie/album: Dedh Ishqiya (2014)
Singers: Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Song Lyricists: Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer: Vishal Bhardwaj
Music Director: Vishal Bhardwaj
Director: Abhishek Chaubey
Music Label: Shemaroo Music
Starring: Naseeruddin Shah, Arshad Warsi, Vijay Raaz, Madhuri Dixit, Huma Qureshi, Manoj Pahwa, Shraddha Kapoor, Amrita Puri
Release on: 10th January, 2014
Zabaan Jale Hai Song Lyrics
Na bolu main to
Kaleja phoonke
Na bolu main to
Kaleja phoonke
Jo bol doon to
Zabaan jale hai
Sulag na jaave
Agar sune wo
Sulag na jaave
Agar sune wo
Jo baat meri
Zabaan tale hai
Na bolu main to
Kaleja phoonke
Jo bol doon to
Zabaan jale hai
Lage to phir
Yun ke rog laage
Na saans aave
Na saans jaave
Lage to phir
Yun ke rog laage
Na saans aave
Na saans jaave
Yeh ishq hai
Naamuraad aisa
Yeh ishq hai
Naamuraad aisa
Ke jaan leve
Tabhi tale hai
Hamari haalat
Pe kitta rove hai
Aasman bhi
Tu dekh leejo
Hamari haalat pe
Kitta rove hai
Aasman bhi tu
Dekh leejo
Ke soorkh ho jaave
Uski aankhein
Ke soorkh ho jaave
Uski aankhein
Jaise jaise yeh
Dil dhale hai
Na bolu main to
Kaleja phoonke
Jo bol doon to
Zabaan jale hai.
No comments :
Post a Comment