lyrics of hindi bollywoood songs

Monday, 17 December 2018

Aankho Aankho Mein Lyrics - Actress (1948)

No comments :




Movie/album: Actress (1948)

Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum

Song Lyricists: Nakhshab Jarchavi

Music Composer: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Music Director: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Director: Nizam Amrohi

Music Label: Saregama

Starring: Prem Abeed, Rehana, Meena, David, Mukri, Jamal Amrohi


Aankho Aankho Mein Song Lyrics


Aankho aankho mein
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Aankho aankho mein
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Hum tadapte hai ke arman
Dil ke dil mein rah gaye
Hum tadapte hai
Ke arman dil ke
Dil mein rah gaye
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Aankho aankho mein

Aa gaya aa gaya
Manzil pe aakhir zindagi ka
Karwa zindagi ka karwa
Aa gaya aa gaya
Manzil pe aakhir zindagi ka
Karwa zindagi ka karwa
Dil ko unki kya khabar
Jo rashte mein rah gaye
Dil ko unki kya khabar
Jo rashte mein rah gaye
Hum tadapte hai ke
Arman dil ke dil mein rah gaye
Aankho aankho mein
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Aankho aankho mein



Zindagi gaati hai
Zindagi gaati hai
Dil ki dhadkano ke saaz par
Zindagi gaati hai
Zindagi gaati hai
Dil ki dhadkano ke saaz par
Aise bhi nagme hai
Jo fariyad banke rah gaye
Aise bhi nagme hai
Jo fariyad banke rah gaye
Hum tadapte hai ke
Arman dil ke dil mein rah gaye
Hum tadapte hai ke
Arman dil ke dil mein rah gaye
Aankho aankho mein
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Aankho aankho mein

Dil mein unke dil mein unke
Ek ishare par basali bastiya
Basa li bastiya
Dil mein unke dil mein unke
Ek ishare par basali bastiya
Jinke hatho hum yaha
Barbad hoke rah gaye
Jinke hatho hum yaha
Barbad hoke rah gaye
Hum tadapte hai ke
Arman dil ke dil mein rah gaye
Aankho aankho mein
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Aankho aankho mein
Aankho aankho mein
Wo dil se dil ki bate kah gaye
Aankho aankho mein
Aankho aankho mein.


No comments :

Post a Comment