lyrics of hindi bollywoood songs

Monday 3 December 2018

Irada Na Tha Aap Se Lyrics - Aandhi Aur Toofan (1964)

No comments :




Movie/album: Aandhi Aur Toofan (1964)

Singers: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Song Lyricists: Farooq Qaiser

Music Composer: Robin Chatterjee

Music Director: Robin Banerjee

Director: Mohammed Hussain

Music Label: Saregama

Starring: Dara Singh, Mumtaz, Jeevan, Bhagwan, Maruti, Kamran


Irada Na Tha Aap Se Song Lyrics



Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka

Yeh mehfil nayi or yeh jalwe tere
Rahu hosh mein khuda na kare
Dua kar rahi hu yahi har gadi
Yeh najro ki bijli bhi mujpe gire
Yeh  mujpe gire
Nigaho mein thame najara nahi
Magar dil mein arman hai didar ka
Magar dil mein arman hai didar ka
Irada na tha

Tujhe kya batau main aye najabi
Hazaro mein lakho mein tu hai hasi
Yeh jame nazar ki kasam hai mujhe
Main pita hu lekin sharabi nahi
Sharabi nahi
Ghtaye na behla sakengi hume
Main deewana hu zulfen dildar ka
Main deewana hu zulfen dildar ka
Irada na tha.


No comments :

Post a Comment