lyrics of hindi bollywoood songs

Wednesday, 12 December 2018

Main Gareebon Ka Lyrics - Abe-Hayat (1955)

No comments :




Movie/album: Abe-Hayat (1955)

Singers: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Song Lyricists: Hasrat Jaipuri

Music Composer: Sardar Malik

Music Director: Sardar Malik

Director: Sardar Malik

Music Label: Ultra

Starring: Prem Nath, Ameeta, Shashikala


Main Gareebon Ka Song Lyrics


Main gareebon ka dil hun
Watan ki zabaan
Main gareebon ka dil hun
Watan ki zabaan
Bekason ke liye
Pyaar ka aasmaan
Bekason ke liye
Pyaar ka aasmaan
Main gareebon ka dil hun
Watan ki zabaan
Ha haaa haa aaa ha
Aa aa aa aa aa aa

Main jo gaata chalun
Saath mahfil chale
Saath mahfil chale
Saath mahfil chale
Main jo badhta chalun
Saath manzil chale
Saath manzil chale
Saath manzil chale
Mujhe raahe dikhaatin
Chalen bijliyan
Mujhe raahe dikhaatin
Chalen bijliyan
Main gareebon ka dil hun
Watan ki zabaan
Main gareebon ka dil hun
Watan ki zabaan



Husn bhi dekhkar
Mujhko hairaan hai
Dekho hairaan hai
Dekho hairaan hai
Ishq ko mujhse
Milne ka armaan hai
Dekho armaan hai
Dekho armaan hai
Apni duniya ka hun
Main haseen naujawaan
Apni duniya ka hun
Main haseen naujawaan
Main gareebon ka dil hun
Watan ki zabaan
Main gareebon ka dil hun
Watan ki zabaan

Carawan zindgani ka rukta
Nahin haan ji rukta nahi
Haan ji rukta nahi
Badshahon ke aage
Main jhukta nahin
Haan ji jhukta nahin
Main to jhukta nahin
Chand taaron se
Aage mera aashiyaan
Chand taaron se
Aage mera aashiyaan
Main gareebon ka dil hun
Watan ki zabaan
Main gareebon ka dil hun
Watan ki zabaan
Tu gareebon ka dil hai
Watan ki zabaan
Tu gareebon ka dil hai
Watan ki zabaan
Bekason ke liye
Pyaar ka aasmaan
Bekason ke liye
Pyaar ka aasmaan
Tu gareebon ka dil hai
Watan ki zabaan
Tu gareebon ka dil hai
Watan ki zabaan.


No comments :

Post a Comment