Saturday, 22 December 2018
Nain Deewane Ik Nahin Mane Lyrics - Afsar (1950)
Movie/album: Afsar (1950)
Singers: Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Lyricists: Pandit Narendra Sharma
Music Composer: Sachin Dev Burman
Music Director: Sachin Dev Burman
Director: Chetan Anand
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand
Nain Deewane Ik Nahin Mane Song Lyrics
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Huye hai paraaye man haar aaye
Man ka maram jaane naa
Jaane naa maane naa
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Nain deewane
Jaana naa jaana man hi naa jaana
Chitavan saawan banata nishaana
Kaisa nishaana kaisa nishaana
Man hi pahechaane naa
Maane naa maane naa
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Nain deewane
Jeevan beli kare athakheli
Jeevan beli kare athakheli
Maheke man ke bakul
Preet phool phoole jhulaa jhule
Chaheke man bul bul
Maheke man ke bakul
Man kyaa jaane kyaa hoga kal
Dhaar samay ki baheti pal pal
Jeevan chanchal jeevan chanchal
Din jaake phir aaye naa
Aaye naa aaye naa
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Nain deewane.
No comments :
Post a Comment