lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 4 December 2018

Sansar Bananewale Lyrics - Aansoo (1953)

No comments :




Movie/album: Aansoo (1953)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Qamar Jalalabadi

Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Director: Shanti Kumar

Music Label: Saregama

Starring: Kamini Kaushal, Pran


Sansar Bananewale Song Lyrics



sansar banane wale
o sansar banane wale Gareebon
ko bhi yad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna

sansar banane wale
sansar banane wale Gareebon
ko bhi yad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
sansar banane wale



dhan walo ke unche mahaliya
mandir wali shan ho mandir
wali shan ho
ho mandir wali shan ho mandir
wali shan
nirdhan ka dil chota sa mandir
nirdhan ka dil chota sa mandir
aan baso bhagwan

olaj bachane wale olaj bachane
wale Gareebon ko bhi yaad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
sansar banane wale

teri lela sabse nyari
teri lela sabse nyari
kabhi samajh na aai
rai ko parbat kar dale
rai ko parbat kar dale
parbat ko kar rai
parbat ko kar rai
girte ko uthane wale
girte ko uthane wale



Gareebon ko bhi yaad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
girte ko uthane wale
girte ko uthane wale
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
sansar banane wale

maze kare bhagwan humare
bhakt ki kismat khoti
ho bhakt ki kismat khoti
ho bhakt ki kismat khoti
ho bhakt ki kismat khoti
tum to khao prabhu dudh malai
tum to khao prabhu dudh o
prabhu dudh o prabhu dudh
malai hume na milti roti

makhan ko churane wale
makhan ko churane wale
Gareebon ko bhi yad rakhna
Gareebon ko bhi yad rakhna
makhan ko churane wale
makhan ko churane wale
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
sansar banane wale.


No comments :

Post a Comment