Thursday, 20 December 2018
Tum To Sabke Ho Rakhwale Lyrics - Adhikar (1971)
Movie/album: Adhikar (1971)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Ramesh Pant
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: S.M. Sagar
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nanda, Deb Mukherjee
Release on: 28th April, 1971
Tum To Sabke Ho Rakhwale Song Lyrics
Tum to sab ke ho rakhwale
Bahut suna hai naam
Tum to sab ke ho rakhwale
Bahut suna hai naam
Mai sab jnau jab tum
Meri bigdi bana do shyam
Tum to sab ke ho rakhwale
Vinti sun lo mujhpe kar
Do bas itna upkar
Wapas de do jiska tumne
Chhina hai adhikar
Mere vachan ki laaj bacha lo
Mere vachan ki laaj bacha lo
Ab to tumhara kaam
Tum to sab ke ho rakhwale
Bahut suna hai naam
Sab ka jivan safal banati
In charno ki dhul
Banke suhagan
Rahi mai abhagan
Mujhse hui kya bhul
Jag ke sawami antaryami
Jag ke sawami antaryami
Tumko lakho parnam
Tum to sab ke ho rakhwale
Bahut suna hai naam
Mai jab jnau jab tum
Meri bigdi bana do shyam
Meri bigdi bana do shyam
Tum to sab ke ho rakhwale.
No comments :
Post a Comment