Wednesday, 13 February 2019
Apne Piya Ki Prem Poojaran Lyrics - Aman (1967)
Movie/album: Aman (1967)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director: Mohan Kumar
Music Label: Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Chetan Anand, Saira Banu, Brahm Bhardwaj
Release on: 1st January, 1967
Apne Piya Ki Prem Poojaran Song Lyrics
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
Ho aaj aaye piya more dwar
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
Ho aaj aaye piya more dwar
Jab jab unko samane pau
Apne hriday ka phool chadhau
Jab jab unko samane pau
Apne hariday ka phool chdhau
Un charano par sab kuchh arpan
Ankhiya minchu aur kho jau
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
Ho aaj aaye piya more dwar
Dur se dekhu lage sapna
Paas se dekhu lage apna
Dur se dekhu lage sapna
Paas se dekhu lage apna
Jan gayi main ankhiyan bhasha
Sikh gaya mann khud hi dhadakna
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
O aaj aaye piya more dwar
Meri unki ek kahani
Janam janam ki preet purani
Meri unki ek kahani
Janam janam ki preet purani
Un bin mora jeevan patjhad
Sath rahe to duniya suhani
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
Ho aaj aaye piya more dwar
Apne piya ki prem poojaran
Karke baithi sringar
O aaj aaye piya more dwar
O aaj aaye piya more dwar.
No comments :
Post a Comment