lyrics of hindi bollywoood songs

Thursday, 7 February 2019

Baanki Adayein Dekhna Lyrics - Amaanat (1955)

No comments :




Movie/album: Amaanat (1955)

Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Music Composer: Salil Chowdhury

Music Director: Salil Chowdhury

Director: Aravind Sen

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Chand Usmani, Pran, Asit Sen


Baanki Adayein Dekhna Song Lyrics



Baanki adaayein dekhna ji dekhna,
Dil na churaayein dekhna ji
Baanki adaayein dekhna ji dekhna,
Dil na churaayein dekhna ji

Kahne ko bholi nazar hai,
Meetha meetha ye zahar hai
Kahne ko bholi nazar hai,
Meetha meetha ye zahar hai
Dhokha na khana, dil na gawana
Dhokha na khana, dil na gawana
Dekho ji rahna bachke bachke bachke
Baanki adaayein dekhna ji dekhna,
Dil naa churaayen dekhna ji

Roop ko dhoop dikhane se,
Aataa hai chor bulaane se
Roop ko dhoop dikhane se,
Aataa hai chor bulaane se
Dil ka khazana, yoon na lutana
Dil kaa khazaanaa, yoon na lutana
Dekho ji rahna bachke bachke bachke
Baanki adaayen dekhna ji dekhna,
Dil naa churaayen dekhna ji

Jo naa maanoge meri baat ko,
Taare ginoge aadhi raat ko
Ye anjaana, rog purana
Ye anjaana, rog purana
Dekho ji rahna bachke bachke bachke
Baanki adaayein dekhna ji dekhna,
Dil naa churaayen dekhna ji

Kahne ko bholi nazar hai,
Meethaa meethaa ye zahar hai
Kahne ko bholi nazar hai,
Meethaa meetha ye zahar hai
Dhokha na khana, dil na gawana
Dhokha na khana, dil na gawana
Dekho ji rahna bachke bachke bachke
Baanki adaayein dekhna ji dekhna,
Dil na churaayein dekhna ji
Baanki adaayein dekhna ji dekhna,
Dil na churaayein dekhna ji.


No comments :

Post a Comment