lyrics of hindi bollywoood songs

Thursday, 7 February 2019

Jab Tumne Mohabbat Chheen Li Lyrics - Amaanat (1955)

No comments :




Movie/album: Amaanat (1955)

Singers: Asha Bhosle

Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Music Composer: Salil Chowdhury

Music Director: Salil Chowdhury

Director: Aravind Sen

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Chand Usmani, Pran, Asit Sen


Jab Tumne Mohabbat Chheen Li Song Lyrics



Jab tumne mohabbat chheen li
Kya milega mojhe bahaaron se
Kya milega mujhe bahaaron se
Jab tumne mohabbat chheen li
Ab nahin bajega geet khushi ka
Toote dil ke taaron se
Ab nahin bajega geet khushi ka
Toote dil ke taaron se
Jab tumne mohabbat chheen li

Yaad aake rula jaayegi mujhe
Wo sapnon ki rangeen shaam
Yaad aake rula jaayegi mujhe
Wo sapnon ki rangeen shaam
Jab ud jaayegi neend aankhon se
Jhaankega kaun sitaaron se
Jhaankega kaun sitaaron se
Jab tumne mohabbat chheen li

Dil ne ye kaha ek baar phir
Dee apni wafaaon ki sada
Laut aayi magar aawaaz meri
Takraake in deewaaron se
Takra ke in deewaaron se.


No comments :

Post a Comment