Saturday, 16 February 2019
Sada Hai Prem Ki Jai Jaikaar Lyrics - Amar Prem (1936)
Movie/album: Amar Prem (1936)
Singers: N/A
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Gyan Dutt
Music Director: Gyan Dutt
Director: Natwar Shyam
Starring: Ansuya
Sada Hai Prem Ki Jai Jaikaar Song Lyrics
Sada hai prem ki jai jaikaar
Sada hai prem ki jai jaikaar
Prem ki jai jai kaar
Prem ki jai jai kaar
Sada hai prem ki jai jai kaar
Bhavsagar mein jeewan
Naiya dol rahi majhdhaar
Bhavsagar mein jeewan
Naiya dol rahi majhdhaar
Wo bhi premi satya hai
Jo prem prabhu bane
Banke khiwaiyya
Usko lagaawe paar
Sada hai prem ki jai jaikaar
Sada hai prem ki jai jaikaar
Saral nahin hai panthh prem ka
Sankat pade hazaar
Saral nahin hai panthh prem ka
Sankat pade hazaar
Wohi premi satya hai
Wohi premi satya hai
Jo samjhe pushp ko pyaar
Sada hai prem ki jai jaikaar aar
Jaha prem hai waha dharm hai
Dharm hai dharm hai
Jaha prem hai waha dharm hai
Dharm atal niyam hai
Niyam hai atal niyam hai
Vijay dharm ki adharm ki hai haar
Jagat mein prem ki jai jaikaar.
No comments :
Post a Comment