Sunday, 31 March 2019
Aaj Ka Din Lyrics - Anokha Rishta (1986)
Movie/album: Anokha Rishta (1986)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: I.V. Sasi
Music Label: T-Series
Starring: Rajesh Khanna, Smita Patil, Tanuja, Shafi Inamdar, Satish Shah
Release on: 29th April, 1986
Aaj Ka Din Song Lyrics
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Jeevan sapna sahi pars sacha lagta hain
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Hum bhi yaha tum bhi yahan
Milte hain roz aise logo kahan
Hum bhi yaha tum bhi yahan
Milte hain roz aise logo kahan
Mehfil mein har koi kuchh kahta lagta hain
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Ye aankh to anjan hain
Dil ko dilo ki lekin pehchan hain
Ye aankh to anjan hain
Dil ko dilo ki lekin pehchan hain
Dekhe jo pyar se wo pyara lagta hain
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Murat hain kya surat hain kya
Dil se jiyada khubsoorat hain kya
Murat hain kya surat hain kya
Dil se jiyada khubsoorat hain kya
Jaisa ho dil hi chehara waisa lagta hain
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Jeevan sapna sahi par sacha lagta hain
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hain.
No comments :
Post a Comment