Sunday, 31 March 2019
Aaj Kaha Jake Nazar Lyrics - Anokhi Ada (1948)
Movie/album: Anokhi Ada (1948)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Music Label: Saregama
Starring: Naseem Banu, Surendra, Prem Adib
Release on: 20th October, 1948
Aaj Kaha Jake Nazar Song Lyrics
Aaj kaha jake
Ho aaj kaha jake
Nazar takrayi nazar takrayi
Ho soye huye man mein
Ho soye huye man mein
Khushi ki lahar aayi
Khushi ki lahar aayi
Dil mein kyu huk uthi ho huk uthi
Naino mein kaun aaya kaun aaya
Dil mein kyu huk uthi ho huk uthi
Naino mein kaun aaya kaun aaya
Beete din yaad karo
Beete din yaad karo
Kisne yeh geet gaya geet gaya
Baaz uthi man mein
Baaz uthi man mein
Madhur sahnayi
Madhur sahnayi
Ho aaj kaha jake
Ho aaj kaha jake
Nazar takrayi
Nazar takrayi
Kyu mere bas mein nahi
Haye kya dil ko hua
Kyu mere bas mein nahi
Haye kya dil ko hua
Aanhkon ki neend gayi
Aanhkon ki neend gayi
Lut gaya chain
Mera chain mera
Ho jaise koi bhuli
Ho jaise koi bhuli
Kahani yaad aayi
Kahani yaad aayi
Ho aaj kaha jake
Ho aaj kaha jake
Nazar takrayi nazar takrai.
No comments :
Post a Comment