Sunday, 3 March 2019
Dil Ka Paimana Ho Lyrics - Anand Math (1952)
Movie/album: Anand Math (1952)
Singers: Rajkumari Dubey
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director: Hemen Gupta
Music Label: Saregama
Starring: Prithviraj Kapoor, Geeta Bali, Pradeep Kumar, Bharat Bhushan
Dil Ka Paimana Ho Song Lyrics
Dil ka paimana ho ulfat ka hath hai
Julafo ka badal ho jhumane ki raat hai
Peene ki raat hai peene ki raat hai
Dil ka paimana ho ulfat ka hath hai
Julafo ka badal ho jhumane ki raat hai
Peene ki raat hai peene ki raat hai
Har dil nisana hai mera jamana hai
Main hu kali husn o deewana hai
Bhawara deewana deewana
Deewana deewana
Bhawara deewana deewana
Dil tujhe dhunde
O dil wale apna bana le
Apna bana le o dil wale
Dil tujhe dhunde
O dil wale apna bana le
Apna bana le ankhiya mila le o dil wale
Lab par tarana hai khushiya mana hai
Bhawara deewana deewana
Deewana deewana
Bhawara deewana deewana
Aa khushi me ji bahar ke pi lo
Marna hai ek din do din to ji lo
Do din to ji lo
Aa khushi mein ji bahar ke pi lo
Marna hai ek din do din to ji lo
Ab kya chhupana hai
Jeevan chhurana hai
Bhawara deewana deewana
Deewana deewana
Bhawara deewana deewana.
No comments :
Post a Comment