Saturday, 2 March 2019
Kamasini Mein Dil Pe Lyrics - Amrit Manthan (1934)
Movie/album: Amrit Manthan (1934)
Singers: Shanta Apte
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Keshav Vaman Bhole (Keshavrao Bhole)
Music Director: Keshavrao Bhole
Director: V. Shantaram
Music Label: Saregama
Starring: Chandra Mohan, Nalini Tarkhad, Shanta Apte, Sureshbabu Mane
Kamasini Mein Dil Pe Song Lyrics
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon
Vaa yeh kismat paas
Gul ke khaar kyon
Vaa yeh kismat paas
Gul ke khaar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon
Tut jab ummeed hi apani gayi
Tut jab ummeed hi apani gayi
Bandh raha hai
Aansooo kaa taar kyon
Bandh raha hai
Aansooo kaa taar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon
Dil huaa tukade to
Pahale baar mein
Dil huaa tukade to
Pahale baar mein
Phir bhi tiro ki hai
Ye bauchhaar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon
Veer is deewaanagi
Mein hai maza
Veer is deewaanagi
Mein hai maza
Log kahate hai
Ise aazaar kyon
Log kahate hai
Ise aazaar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon.
No comments :
Post a Comment