lyrics of hindi bollywoood songs

Thursday, 11 April 2019

Apna Ghar Aur Apni Kahani Lyrics - Apna Ghar Apni Kahani (1968)

No comments :




Movie/album: Apna Ghar Apni Kahani (1968)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Qamar Jalalabadi

Music Composer: Datta Naik

Music Director: Datta Naik

Director: Phani Majumdar

Music Label: Saregama

Starring: Mumtaz, Keshto


Apna Ghar Aur Apni Kahani Song Lyrics


(No Ratings Yet)
Aaj kehti hai kisi ki
Zindagi rote hue
Mang suni ho gayi
Sindur ke hote hue

Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani

Manzile ko pa kar lautaye
Rahi ki hai itni kahani
Manzile ko pa kar lautaye
Rahi ki hai itni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani

Jiske liye jina sikha tha
Us bairi ne kadar na jani
Jiske liye jina sikha tha
Us bairi ne kadar na jani
Kya samjhe dunia deewani
Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe dunia deewani
Apna ghar aur apni kahani

Unki nishani god mein lekar
Kahe na saku ise unki nishani
Unki nishani god mein lekar
Kahe na saku ise unki nishani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani
Kya samjhe duniya deewani
Apna ghar aur apni kahani.


No comments :

Post a Comment