lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday, 14 April 2019

April Fool Banaya (Title) Lyrics - April Fool (1964)

No comments :




Movie/album: April Fool (1964)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Hasrat Jaipuri

Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Director: Subodh Mukherji

Music Label: Saregama

Starring: Saira Banu, Biswajeet, Jayant


April Fool Banaya (Title) Song Lyrics


April fool banaya to
Un ko gussa aaya
To mera kya kasoor
Zamane ka kasoor
Jisne dastoor banaya

April fool banaya to
Un ko gussa aaya
To mera kya kasoor
Zamane ka kasoor
Jisne dastoor banaya
April fool banaya

Dilabar o jaan e jana gusse ke
Roop mein lagati ho aur haseen
Dilabar o jaan e jana gusse ke
Roop mein lagati ho aur haseen
Teri qaatil ada ne maar hi dala
Kar lo tum is ka yaqeen
Teri qaatil ada ne maar hi dala
Kar lo tum is ka yaqeen

April fool banaya to
Un ko gussa aaya
To mera kya kasoor
Zamane ka kasoor
Jisne dastoor banaya

April fool banaya to
Un ko gussa aaya
To mera kya kasoor
Zamane ka kasoor
Jisne dastoor banaya
April fool banaya

Dil se dil ki pahachaan hui
Jaagi muhabbat gaane lagi zindagi
Dil se dil ki pahachaan hui
Jaagi muhabbat gaane lagi zindagi
Hamane duniya me aa kar
Wo roop dhara zinda hui aashiqi
Hamane duniya me aa kar
Wo roop dhara zinda hui aashiqi

April fool banaya to
Un ko gussa aaya
To mera kya kasoor
Zamane ka kasoor
Jisne dastoor banaya

April fool banaya to
Un ko gussa aaya
To mera kya kasoor
Zamane ka kasoor
Jisne dastoor banaya
April fool banaya.


No comments :

Post a Comment