Thursday, 11 April 2019
Dile Naadan Hua Kya Hai Lyrics - Apna Desh (1949)
Movie/album: Apna Desh (1949)
Singers: Pushpa Hans
Song Lyricists: Mirza Ghalib
Music Composer: Purushottam
Music Director: Purushottam
Director: Rajaram Vankudre Shantaram
Music Label: Saregama
Starring: Umesh Sharma, Pushpa Sharma, Sudha Apte
Dile Naadan Hua Kya Hai Song Lyrics
Dile naadan
Dile naadan tujhe hua hai
Hua kya hai hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Dawa kya hai
Dawa kya hai dile naadan
Hamko unse wafa ki hai
Hamko unse wafa ki hai
Jo nahi jante wafa kya hai
Wafa kya hai
Wafa kya hai dile naadan
Ha bhala kar tera bhala hoga
Ha bhala kar tera bhala hoga
Aur darwas ki sada kya hai
Sada kya hai
Sada kya hai dile naadan
Jan tum par nisar karte hai
Jan tum par nisar karte hai
Hum nahi jante dua kya hai
Dua kya hai
Dua kya hai dile naadan
Dile naadan tujhe hua kya hai
Hua kya hai
Hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Dawa kya hai
Dawa kya hai dile naadan.
No comments :
Post a Comment