Thursday, 11 April 2019
Kaise Bheege Bheege Lyrics - Apna Ghar (1960)
Movie/album: Apna Ghar (1960)
Singers: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists: Prem Dhawan
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: Ram Pahwa
Music Label: Saregama
Starring: Premnath, Shyama, Karan Dewan, Kammo, Nanda, Moti Sagar, Leela Mishra
Kaise Bheege Bheege Song Lyrics
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali
Kaali ye ghataayen
Chali jaayen na
Ji hamko pukaar ke
Kaise bheege
Bheege pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali kaali
Ye ghataayen
Chali jaayen na
Ji hamko pukaar ke
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Tum saath raho jo mere
Main raahen
Nayi banaa loon
Teri raahon ke kaanten
Apni palkon
Se uthaa loon
Tum saath
Raho jo mere
Main raahen
Nayi banaa loon
Teri raahon
Ke kaanten
Apni palkon
Se uthaa loon
Tu mera pyaar
meri bahaar
Mera singaar sajnaa
Kaise bheege
Bheege pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali kaali
Ye ghataayen
Chali jaayen na
Ji hamko pukaar ke
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Is duniya ki
Nazron se
Aa door kahin
Kho jaayen
Ji bhar ke jahaan
Dil jhoome
Ham geet milan
Ke gaayen
Is duniya ki
Nazron se
Aa door kahin kho jaayen
Ji bhar ke
Jahaan dil jhoome
Ham geet
Milan ke gaayen
Saare jag ko chhod
Liya tujh se jod
Jeewan ye maine apnaa
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali kaali
Ye ghataayen
Chali jaayen na ji
Hamko pukaar ke
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Ham ik manzil
Ke raahi
Bichhdenge
Kabhi na milke
Duniya waale
Kyaa jaanen
Armaan hamare dil ke
Ham ik manzil ke raahi
Bichhdenge
Kabhi na milke
Duniya waale kyaa jaanen
Armaan hamare dil ke
Kaho dil ki baat
Din ho ya raat
Rahoon tere saath sajnaa
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali kaali
Ye ghataayen
Chali jaayen na ji
Hamko pukaar ke
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Aaaa aaaa ooo
Aaaa aaaa ooo.
No comments :
Post a Comment