lyrics of hindi bollywoood songs

Wednesday, 3 April 2019

Raaz E Dil Unse Lyrics - Apna Banake Dekho (1962)

No comments :




Movie/album: Apna Banake Dekho (1962)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Asad Bhopali

Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Director: Jagdish Nirula

Music Label: Saregama

Starring: Manoj Kumar, Asha Parekh, Sajjan Sunder, Nazir Hussain


Raaz E Dil Unse Song Lyrics


Raaz e dil unse
Chhupaya na gaya
Raaz e dil unse
Chhupaya na gaya
Pyaar ki aag
Kuch aisi bhadki
Pyaar ki aag
Kuch aisi bhadki
Ek shola bhi
Dabaya na gaya
Ek shola bhi
Dabaya na gaya
Raaz e dil unse
Chhupaya na gaya

Pahle pahle to mujhe
Wo samajh bhi na sake
Dil ko tadpate rahe
Mujhako tarsate rahe
Aankh se aankh
Kai baar mili
Aankh se aankh
Kai baar mili
Dil se dil phir bhi
Milaya na gaya
Pyaar ki aag
Kuch aisi bhadki
Ek shola bhi
Dabaya na gaya
Raaz e dil unse
Chhupaya na gaya

Aankh milate hi jhuki
Baat hotho pe ruki
Berukhi pyaar bani
Jeet bhi haar bani
Kar gai kaam
Mohabbat ki nazar
Kar gai kaam
Mohabbat ki nazar
Unse daaman bhi
Bachaya na gaya
Pyaar ki aag
Kuch aisi bhadki
Ek shola bhi
Dabaya na gaya
Raaz e dil unse
Chhupaya na gaya.


No comments :

Post a Comment