Sunday, 9 June 2019
Ek Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics - Awaara (1951)
Ek Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics - Awaara (1951)
Movie/album: Awaara (1951)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director: Raj Kapoor
Music Label: Saregama
Starring: Prithviraj Kapoor,Nargis, Raj Kapoor, Leela Chitnis,K.N.Singh,Shashi Kapoor
Release on: 4th April, 1951
Ek Bewafa Se Pyaar Kiya Song Lyrics
Ek bewafa se pyaar kiya
Usse nazar ko chaar kiya
Haai re humne yeh kya
Kiya haai kya kiya
Ek bewafa se pyaar kiya
Usse nazar ko chaar kiya
Haai re humne yeh kya
Kiya haai kya kiya
Bholi surat waala nikla lutera
Raat chhupaaye dil
Mein munh pe savera
Bholi surat waala nikla lutera
Raat chhupaaye dil
Mein munh pe savera
Oye humne dil nisaar kiya
Usko beqaraar kiya
Haai re humne yeh kya
Kiya haai kya kiya
Ek bewafa se pyaar kiya
Usse nazar ko chaar kiya
Haai re humne yeh kya
Kiya haai kya kiya
De gayi dhoka hamein
Neeli neeli aankhen
Neeli neeli aankhen
De gayi dhoka hamein
Neeli neeli aankhen
Neeli neeli aankhen
Sooni hai dil ki mehfil
Bheegi bheegi aankhen
O bheegi bheegi aankhen
Oye humne aitbaar kiya
Ulfat ka ikraar kiya
Haai re humne yeh kya
Kiya haai kya kiya
Ek bewafa se pyaar kiya
Usse nazar ko chaar kiya
Haai re humne yeh kya
Kiya haai kya kiya.
No comments :
Post a Comment