Sunday, 9 June 2019
Jab Se Balam Ghar Aaye Lyrics - Awaara (1951)
Jab Se Balam Ghar Aaye Lyrics - Awaara (1951)
Movie/album: Awaara (1951)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director: Raj Kapoor
Music Label: Saregama
Starring: Prithviraj Kapoor,Nargis, Raj Kapoor, Leela Chitnis,K.N.Singh,Shashi Kapoor
Release on: 4th April, 1951
Jab Se Balam Ghar Aaye Song Lyrics
Jab se balam ghar aaye
Jiyaara machal machal jaaye
Jab se balam ghar aaye
Jiyaara machal machal jaaye
Dil ne dil se kahatha fasana
Dil ne dil se kahatha fasana
Laut aya hai gujara zamana
Laut aya hai gujara zamana
Khusiya saat saat laye
Jiyaara machal machal jaaye
Jab se balam ghar aaye
Jiyaara machal machal jaaye
O laa ke aankhon se
Dil men bithaaun
Muskura ke sitaare lutaaun
O,muskura ke sitaare lutaaun
Aasha jhuum jhuum gaaye
Jiyara machal machal jaaye
Jab se balam ghar aaye
Jiyaara machal machal jaaye
O din hain apane
Mohabbat javaan hai
Un se aabaad dil ka jaha hai
O,un se aabaad dil ka jaha hai
Man ke chor chale aaye
Jiyara machal machal jaaye
Jab se balam ghar aaye
Jiyaara machal machal jaaye
Jab se balam ghar aaye
Jiyaara machal machal jaaye.
No comments :
Post a Comment