Saturday, 15 June 2019
Samdhi Teri Ghodi Lyrics - Bade Ghar Ki Beti (1989)
Samdhi Teri Ghodi Lyrics - Bade Ghar Ki Beti (1989)
Movie/album: Bade Ghar Ki Beti (1989)
Singers: Alka Yagnik, Hariharan, Mohammed Aziz
Song Lyricists: Hasan Kamal
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Kalpataru
Music Label: T-Series
Starring: Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri, Shammi Kapoor
Release on: 7th April, 1989
Samdhi Teri Ghodi Song Lyrics
Samdhi toh hai mota taja,
Samdan phool ki dali
Are munh mein paani aa gaya
Dekh ke ye hariyali
Aayi daudi daudi chane ke khet mein
Samdhi teri ghodi chane ke khet mein
Samdhi teri ghodi chane ke khet mein
Aayi daudi daudi chane ke khet mein
Samdhi teri ghodi chane ke khet mein
Samdhi teri ghodi chane ke khet mein
Kheti dekhi hari bhari aur tabiyat jo lalchayi
Laaj sharam sab chhod ke bhagi bhagi aayi
Charti hai nigodi chane ke khet mein
Samdhan teri ghodi chane ke khet mein
Samdhan teri ghodi chane ke khet mein
Charti hai nigodi chane ke khet mein
Samdhan teri ghodi chane ke khet mein
Samdhan teri ghodi chane ke khet mein
Mere samdhan to bholi bhali hai
Samdhi khud hi bada sawali hai
Lalachi hai bada muwa samdhi
Jisko dekha fisal gaya samdhi
Taakna jhaankna hai kaam hai uska
Aur dil pe kai hai naam uska
Pahuche samdhan bechari jab panghat
Tha wahan par chhupa hua natkhat
Samane aake rok li raahe,
Aur bharne laga thandi aahe
Baiya jo marodi
Baiya jo marodi chane ke khet mein
Chudi usne todi chane ke khet mein
Chudi usne todi chane ke khet mein
Aayi daudi daudi chane ke khet mein
Samdhi teri ghodi chane ke khet mein
Samdhi teri ghodi chane ke khet mein
Aisa samdhan ko bha gaya samdhi
Uske dil mein sama gaya samdhi
Teer najaro ka dil ke paar hua
Ishq ka bhoot jab sawar hua
Pani lane ka to bahana tha
Usko samdhi se milne jana tha
Ban ke baithi hai jo badi bholi
Puchho kisne bhigoyi hai choli
Pucho to in jhuki nigahon se
Hoke aayi hai kiski raaho se
Gayi thi nigodi chane ke khet mein
Gagri usne phodi chane ke khet mein
Gagri usne phodi chane ke khet mein
Gayi thi nigodi chane ke khet mein
Samdhan teri ghodi chane ke khet mein
Samdhan teri ghodi chane ke khet mein
Kya khurafat ye lagayi hai
Samdhi samdhan ki kya ladayi hai
Chhodo samdhi ko chhodo samdhan ko
Dekho dulha ko dekho dulhan ko
Dulha raja nawab ho jaise
Aur dulhan gulab ho jaise
Dono aabad ho fale phule
Chand suraj nahi falak chule
Idd ho din to sab diwali ho
Inki jholi kabhi na khali ho
Inki jholi kabhi na khali ho
Jeeye inki jodi chane ke khet mein
Jeeye inki jodi chane ke khet mein
Samdhi teri ghodi chane ke khet mein
Samdhan teri ghodi chane ke khet mein.
No comments :
Post a Comment