lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 16 July 2019

Ang Ang Mein Umang Lyrics - Bahu (1955)

No comments :

Ang Ang Mein Umang Lyrics - Bahu (1955)


Movie/album: Bahu (1955)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Director: Shakti Samanta

Music Label: Saregama

Starring: Mehmood, Karan Dewan, Usha Kiran, Shashikala, Pran, Johnny Walker, Bipin Gupta, Amir Banu, Kamalakant, Mumtaz Begum


Ang Ang Mein Umang Song Lyrics


Aaa
Ang ang mein umang
Chaaron aur hai bahar
Ang ang mein umang
Chaaron aur hai bahar
Pyaari pyaari raat me
Baj rahe hai dil ke taar
Ang ang mein umang
Chaaron aur hai bahar
Pyaari pyaari raat me
Baj rahe hai dil ke taar
Ang ang mein umang
Chaaron aur hai bahar

Lutaa rahi hai raat aaj
Dono haath se khushi
Lutaa rahi hai raat aaj
Dono haath se khushi
Lutaa rahi hai raat aaj
Dono haath se khushi
Machal machal ke keh
Rahi hai har taraf se zindagi
Machal machal ke keh
Rahi hai har taraf se zindagi
Aisi raat phir kahaan jo
Kar de dil ko bekaraar
Ang ang mein umang
Chaaron aur hai bahar

Chamak pe aaj hus ki
Bahak rahi hai har nazar
Chamak pe aaj hus ki
Bahak rahi hai har nazar
Pukaarataa hai har koi
Zara idhar zara idhar
Pukaarataa hai har koi
Zara idhar zara idhar
Dekh dekh jal rahe hai
Dip rup kaa sigaar
Ang ang mein umang
Chaaron aur hai bahar
Pyaari pyaari raat me
Baj rahe hai dil ke taar
Ang ang mein umang
Chaaron aur hai bahar.


No comments :

Post a Comment