Saturday, 20 July 2019
Kaise Chhipoge Ab Tum Lyrics - Bandhan (1940)
Kaise Chhipoge Ab Tum Lyrics - Bandhan (1940)
Movie/album: Bandhan (1940)
Singers: Leela Chitnis
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: Saraswati Devi
Music Director: Saraswati Devi
Director: N.R. Acharya
Music Label: Twin Records
Starring: Leela Chitnis, Ashok Kumar, Suresh, P.F. Pithawala, V.H. Desai, Shah Nawaz, Purnima Desai, Jagannath, Arun Kumar
Kaise Chhipoge Ab Tum Song Lyrics
Kaise chhipoge,
Ab tum kaise chhipoge
O salone saajnaa,
Kaise chhipoge
Kaise chhipoge,
Ab tum kaise chhipoge
O salone saajnaa,
Kaise chhipoge
Jaan gayi main
Tumhaari aankh-michauli
Pehchaan gayi main
Tumhaari aankh-michauli
Ab to bataao
Mujhe tum kaise chhaloge
Ab to bataao
Mujhe tum kaise chhaloge
O salone saajnaa,
Kaise chhipoge
Kaise chhipoge,
Ab tum kaise chhipoge
O salone saajnaa,
Kaise chhipoge
Maine kiyaa band
Tumhen aankhdiyon mein
Maine kiyaa band
Tumhen aankhdiyon mein
Kamal ki paankhudiyon mein
Is naye bandhan se
Kabhi chhoot na sakoge
Is naye bandhan se
Kabhi chhoot na sakoge
Kabhi chhoot na sakoge
O salone saajnaa,
Kaise chhipoge
Kaise chhipoge,
Ab tum kaise chhipoge
O salone saajnaa,
Kaise chhipoge
Kaise chhipoge,
Ab tum kaise chhipoge
O salone saajnaa.
No comments :
Post a Comment