Sunday, 14 July 2019
Kiye Ja Sabka Bhala Lyrics - Bahen (1941)
Kiye Ja Sabka Bhala Lyrics - Bahen (1941)
Movie/album: Bahen (1941)
Singers: Anil Krishna Biswas
Song Lyricists: Safdar Aah
Music Composer: Anil Krishna Biswas
Music Director: Anil Krishna Biswas
Director: Mehboob KhanMusic Label: Twin Records
Starring: Sheikh Mukhtar, Nalini Jaywant, Harish, Kanhaiyalal, Husn Banu, Swaroop Rani, Shahzadi, Ramakrishna Choube, Meena Kumari, Bhudo Advani, Agashe, Iqbal
Kiye Ja Sabka Bhala Song Lyrics
Kiye ja sabka bhala
Kiye ja sabka bhala
Tu musafir hai
Duniya hai musafir khana
Tu musafir hai
Duniya hai musafir khana
Yaha din raat laga
Rehta hai aana jana
Yaha din raat laga
Rehta hai aana jana
Ek ne aakar baserta liya
Aur ek chala
Ek ne aakar baserta liya
Aur ek chala
Kiye ja sabka bhala
Kiye ja sabka bhala
Sanjh dham barne
Ye jeevan ka savera hoga
Sanjh dham barne
Ye jeevan ka savera hoga
Yahi kehta ujhala ke
Andhera hoga
Yahi kehta ujhala ke
Andhera hoga
Bas dhala dekh
Koi aan mein suraj ye dhala
Bas dhala dekh
Koi aan mein suraj ye dhala
Kiye ja sabka bhala
Kiye ja sabka bhala
Kiye ja sabka bhala.
No comments :
Post a Comment