Friday, 20 December 2019
Chahoonga Main Tujhe (Title) Lyrics - Chahoonga Main Tujhe (1993)
Movie/album: Chahoonga Main Tujhe (1993)
Singers: Mohammed Aziz
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Kamal
Starring: Irfan Kamal, Niloo Kapoor, Alok Nath, Harish Patel, Shafi Inamdaar
Chahoonga Main Tujhe (Title) Song Lyrics
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai
Jati hai haye haye
Kis kis ladki ko apne
Dil mein jagah dunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai
Jati hai haye haye
Kis kis ladki ko apne
Dil mein jagah dunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Ana hai to mere piche ho
Mere piche chali ana
Ana hai to mere piche ho
Mere piche chali ana
Jana ho to jahaan marzi
Jahaan marzi chale jana hai
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai
Jaati hai haye haye
Kisi ka ek pal bhi
Intezaar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Yad na karunga teera nam
Nahi lunga or sab dunga
Tujhe dil nahi dunga
Yad na karunga teera nam
Nahi lunga or sab dunga
Tujhe dil nahi dunga
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai jati hai
Jan kabhi tujhpe main
Nisaar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai
Jati hai haye haye
Kis kis ladki ko apne
Dil mein jagah dunga
Chahoonga main tujhe lekin
Kabhi pyar na karunga.
No comments :
Post a Comment