Wednesday, 25 December 2019
Shukriya Aapki Inayat Ka Lyrics - Chalbaaz (1969)
Movie/album: Chalbaaz (1969)
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Farooq Qaiser
Music Composer: Lala Asar Sattar
Music Director: Lala Asar Sattar
Music Label: Saregama
Starring: Dara Singh, Habib, Meenakshi, Sanjana, Shyam Kumar, Tiwari, Vijay Kumar, Ulhas, Mumtaz Begum, Vanmala
Release on: 1st January, 1969
Shukriya Aapki Inayat Ka Song Lyrics
Shukriya aapki inayat ka mehba
Shukriya
Shukriya aapki sharat
Ka mehrba shukriya
Shukriya aapki inayat ka mehba
Shukriya
Shukriya aapki sharat
Ka mehrba shukriya
Aapki raho mein dil hai
Shok se thukrayiye
Or kye khidmat karu mein
Jane mann farmayiye
Hosh kahta hai ke dil ki aag se
Bach ke raho
Pyar ki jid hai magar
Is aag mein jaljayiye
Jara ban ke tan tan ke
Haye jara ban ke tan tan ke
Ye adaaye sataye khuda ki kasam
Shukriya aapki shikayat
Ka mehrba shukriya
Shukriya aapki inayat ka mehba
Shukriya.
No comments :
Post a Comment